Sandese Aate Hain (2.0) Chords – Border 2
This version, recreated by Mithoon, maintains the original soul but often uses a slightly different emotional progression. Below are the chords for the Border 2 rendition.
Guitar Basics

Scale: A Major (Original Key)
Tempo: 72 BPM
Strumming Pattern: D – D U – D U (Slow & Soulful)
Full Lyrics with Hindi & Chords
[Intro]
(Sonu Nigam)
Ho..
(Chorus)
Ho..
[Chorus]
[A] Sandese aate hain, [E] humein tadpaate [A] hain
Jo [E] chitthi aati hai, woh [A] poochhe jaati [E] hai
Ki [A] ghar kab [F#m] aaoge, ki [A] ghar kab [F#m] aaoge
[F#m] Likho kab [A] aaoge
Ki [Bm] tum bin yeh [E] ghar soona, [A] soona hai
संदेसे आते हैं, हमें तड़पाते हैं
जो चिट्ठी आती है, वो पूछे जाती है
कि घर कब आओगे, कि घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
कि तुम बिन ये घर सूना, सूना है
(Arijit Singh)
[A] Sandese aate hain, [E] humein tadpaate [A] hain
Jo [E] chitthi aati hai, woh [A] poochhe jaati [E] hai
Ki [A] ghar kab [F#m] aaoge? ki [A] ghar kab [F#m] aaoge?
[F#m] Likho kab [A] aaoge?
Ki [Bm] tum bin yeh [E] dil soona, [A] soona hai
संदेसे आते हैं, हमें तड़पाते हैं
जो चिट्ठी आती है, वो पूछे जाती है
कि घर कब आओगे? कि घर कब आओगे?
लिखो कब आओगे?
कि तुम बिन ये दिल सूना, सूना है
[Verse 1 – Vishal Mishra]
[A] Yeh dil jo barson se tha [E] khaali-khaali sa
[D] Kisi ke aane se [E] sajaa Diwali [A] sa
[A] Jage hain darwaaze [E] kisi ki aahat se
[D] Savera hota [E] kisi ki karvat [A] se
ये दिल जो बरसों से था खाली-खाली सा
किसी के आने से सजा दिवाली सा
जगे हैं दरवाज़े किसी की आहट से
सवेरा होता किसी की करवट से
[Bridge 1]
[A] Main socha karta hoon yahi [F#m] tanhaai mein
[E] Ke chanda utrega meri [A] angnaai mein
[A] Naseebon wali ne, [C#m] kaan ki baali ne
[D] Chauth ki thaali ne
[Bm] Aur poochha hai [E] mehndi ki laali [A] ne
Ki [A] ghar kab [F#m] aaoge?
Ki [A] ghar kab [F#m] aaoge?
[F#m] Likho kab [A] aaoge?
मैं सोचा करता हूँ यही तन्हाई में
के चंदा उतरेगा मेरी अंगनाई में
नसीबों वाली ने, कान की बाली ने
चौथ की थाली ने
और पूछा है मेहंदी की लाली ने
कि घर कब आओगे?
(Arijit Singh)
Ki tum bin yeh dil soona, soona hai
कि तुम बिन ये दिल सूना, सूना है
(Chorus/Roop Kumar Rathod)
Sandese aate hain, humein tadpaate hain
Jo chitthi aati hai, woh poochhe jaati hai
Ki ghar kab aaoge, ki ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin yeh ghar soona, soona hai
संदेसे आते हैं, हमें तड़पाते हैं
जो चिट्ठी आती है, वो पूछे जाती है
कि घर कब आओगे, लिखो कब आओगे
[Verse 2 – Diljit Dosanjh]
[A] Yeh poochho aankhon ke [E] jhalakte paani se
[D] Bichhadte hai koi [E] kahaan aasaani [A] se
[A] Main peeche chhod aaya, [E] duaayein karti maa
[D] Ki us’se bhi pyaari [E] mujhe yeh dharti [A] maa
ये पूछो आँखों के झलकते पानी से
बिछड़ते है कोई कहाँ आसानी से
मैं पीछे छोड़ आया, दुआएं करती माँ
कि उससे भी प्यारी मुझे ये धरती माँ
[Bridge 2]
[A] Kisi ne dheere se [F#m] kaha tha laut aana
[E] Main raasta dekhungi, [A] mujhe na tadpaana
[A] Jaagti raaton ne, [C#m] ankahi baaton ne
[D] Adhoore vaadon ne
[Bm] Aur poochha hai [E] uski yaadon [A] ne
Ki [A] ghar kab [F#m] aaoge?
Ki [A] ghar kab [F#m] aaoge?
[F#m] Likho kab [A] aaoge?
किसी ने धीरे से कहा था लौट आना
मैं रास्ता देखूँगी, मुझे ना तड़पाना
जागती रातों ने, अनकही बातों ने
अधूरे वादों ने, और पूछा है उसकी यादों ने
(Arijit Singh)
[A] Badi yaad aati hai, [E] kisi ki raaton mein
[D] Kalaai resham si, [E] abhi hai haathon [A] mein
[A] Shayari jaisi woh, [E] labon pe rehti hai
[D] Mohabbat jaisi woh, [E] ragon mein behti [A] hai
बड़ी याद आती है, किसी की रातों में
कलाई रेशम सी, अभी है हाथों में
शायरी जैसी वो, लबों पे रहती है
मोहब्बत जैसी वो, रगों में बहती है
(Arijit Singh)
[A] Jo gudiyon se khele, [F#m] woh gudiya yaad aayein
[E] Ki baaton-baaton mein [A] usi ki baat aaye
[A] Mere dildaaron ne, [C#m] gali bazaaron ne,
[D] Ki chitthi taaron ne
[Bm] Aur poochha hai [E] mere yaaron [A] ne
Ki [A] ghar kab [F#m] aaoge?
Ki [A] ghar kab [F#m] aaoge?
[F#m] Likho kab [A] aaoge?
जो गुड़ियों से खेले, वो गुड़िया याद आएं
कि बातों-बातों में उसी की बात आए
मेरे दिलदारों ने, गली बाज़ारों ने,
कि चिट्ठी तारों ने, और पूछा है मेरे यारों ने
[Verse 3 – Sonu Nigam]
[A] Ae guzarne waali [E] hawaa bata
[D] Mera itna kaam [E] karegi [A] kya?
[A] Mujhe chhod ke jo [E] chala gaya, [D] usey dhoondh [A] la
[A] Koi reh-guzar ya [E] koi gali
[D] Mujhe aaj tak toh [E] nahi [A] mili
[F#m] Jo mita sake yeh [A] faasla
[F#m] Jo mita sake yeh [A] faasla
ऐ गुज़रने वाली हवा बता, मेरा इतना काम करेगी क्या?
मुझे छोड़ के जो चला गया, उसे ढूंढ ला
कोई रह-गुज़र या कोई गली, मुझे आज तक तो नहीं मिली
जो मिटा सके ये फासला
(Sonu Nigam)
[A] Meri saari jawaani [E] le gaya
[D] Aur aankh mein paani [E] de [A] gaya
[A] Jisey dohraunga [E] umr bhar
[D] Woh aisi kahaani [E] de [A] gaya
[A] Ae guzarne wali [E] hawa tujhe
[D] Hai qasam na aise [E] rula [A] mujhe
[A] Main kahaan se laaun [F#m] woh dil bata
[E] Jisey ho qubool yeh [A] alvidaa…
मेरी सारी जवानी ले गया, और आँख में पानी दे गया
जिसे दोहराऊंगा उम्र भर, वो ऐसी कहानी दे गया
ऐ गुज़रने वाली हवा तुझे, है कसम ना ऐसे रुला मुझे
मैं कहाँ से लाऊं वो दिल बता, जिसे हो कुबूल ये अलविदा…
[Ending – All Together]
[A] Main wapas [D] aaunga, main [A] wapas aaunga
[E] Phir apne gaon mein, [D] pyaar ki [A] chhaaon mein
[A] Tarasti aankhon se, [C#m] kisi ki baahon se
[D] Ki ghar ke raahon se
[Bm] Kiya jo [E] vaada tha woh [A] nibhaunga
[A] Main wapas [D] aaunga, [A] Main wapas aaunga…
मैं वापस आऊंगा, मैं वापस आऊंगा
फिर अपने गाँव में, प्यार की छाँव में
तरसती आँखों से, किसी की बाहों से
कि घर के राहों से
किया जो वादा था वो निभाऊंगा
Keywords: Sandese Aate Hain Border 2 full lyrics, Sandese Aate Hain chords, Border 2 song lyrics hindi, Sonu Nigam new song lyrics.
Kamar Kamar Lyrics – Billa Sonipat Ala | Haryanvi Song Lyrics
शनै पन्था शनै कन्था श्लोक अर्थ और महत्व Shanaih Panthah Shloka Meaning




