Judaa Lyrics Translations by Arijit Singh|Ishqedarriyan

Judaa Lyrics Translations by Arijit Singh|Ishqedarriyan

 

You may also Likejudaa-mahaakshay-evelyn

Aansuon Ne Nazar Me Jagah Banayi
Zindagi Ka Hissa Bani Tanhayi
Aansuon Ne Nazar Mein Jagah Banayi
Zindagi Ka Hissa Bani Tanhayi
Poori Hoke Bhi Poori Na Ho Saki Dua

tujse judaa-judaa hua main juda hua
mujse khafa-khafa yahan mera khuda hua
Tujse judaa-judaa hua main juda hua
mujse khafa-khafa yahan mera khuda hua
Tujse judaa-judaa hua main juda hua
mujse khafa-khafa yahan mera khuda hua

Kareeb Se Guzar Gaya, Kyun Mujko Tanha Kar Gaya
Kareeb Se Guzar Gaya, Kyun Mujko Tanha Kar Gaya
Khaali Khaali Dil Mein Ek Dard Aisa Bhar Gaya
Jiski Kehte Hain Duniya Mein Koi Nahi Dawaa…

tujse judaa-judaa hua main juda hua
mujse khafa-khafa yahan mera khuda hua
Tujse judaa-judaa hua main juda hua
mujse khafa-khafa yahan mera khuda hua
Tujse judaa-judaa hua main juda hua
mujse khafa-khafa yahan mera khuda hua
Bewajah Safar Me Tha, Pal Do Pal Nazar Mein Tha
Bewajah Safar Mein Tha, Pal Do Pal Nazar Me Tha
Khamakha Bhatak Gaya, Accha Bhala Dil Ghar Mein Tha
Kaise Bin Tere Hogi Ye Zindagi Bataa

tujse judaa-judaa hua main juda hua
mujse khafa-khafa yahan mera khuda hua
Tujse judaa-judaa hua main juda hua
mujse khafa-khafa yahan mera khuda hua
Tujse judaa-judaa hua main juda hua
mujse khafa-khafa yahan mera khuda hua